Shree Ganesh Chalisa Lyrics English

Shree Ganesh Chalisa Lyrics in English 

Shree Ganesh the symbol of prosperity, wisdom, and facing every obstacles.

Chanting Shree Ganesh Chalisa helps facing every obstacles and strengts up in every situations and provides the ability with the recovery from tough times.

Here is the Shree Ganesh Chalisa Lyrics in English which you can read on your daily basis.

Also you can Download it in the PDF format and save it for the offline use whenever you need it.

The Download PDF link is right down the Shree Ganesh Chalisa Lyrics in English. 


Photo by Mohnish Landge on Unsplash

Doha 
Jai Ganpati Sadgun Sadan, Kavivar Badan Kripal
Vighna Haran Mangal Karan, Jai Jai Girijalal

Chaupai
Jai Jai Jai Ganpati Ganraju
Mangal Bharan Karan Shubh Kaju 

Jai Gajbandan Sadan Sukhdata 
Vishva Vinayaka Buddhi Vidhata

Vakra Tunda Suchi Sund Suhavana
Tilak Tripund Bhaal Man Bhavan

Rajat Mani Muktan Ur Mala 
Swarna Mukut Shir Nayan Vishala

Pustak Pani Kuthar Trishul 
Modak Bhog Sugandhit Fool

Sundar Pitamber Tan Sajit
Charan Paduka Muni Man Rajit

Dhani Shiv Suvan Shadanan Brata
Gauri Lalan Vishva Vikhyata

Riddhi Siddhi Tav Chanvar Sudhare
Mushak Vahan Sohat Dware

Kaho Janm Shubh Katha Tumhari
Ati Suchi Pawan Mangakari

Ek Samay Giriraj Kumari
Putra Hetu Tap Kinha Bhari

Bhayo Yagya Jab Purna Anupa
Tab Pahuchyo Tum Dhari Dweej Roopa

Atithi Jaani Ke Gauri Sukhari 
Bahuvidhi Seva Kari Tumahri

Ati Prasanna Have Tum Var Dinha
Matu Putra Hit Jo Tap Kinha

Milahi Putra Tuhi, Buddhi Vishala 
Bina Garbh Dharan Yahi Kala

Gannayak Gun Gyan Nidhana 
Pujit Pratham Roop Bhagwana

As Kahi Antardhan roop Have
Paalan Par Balak Swaroop Have

Bani Shishu Rudan Jabhi Tum Thana
Lakhi Mukh Sukh Nahi Gauri Samana

Sakal Magan, Sukhmangal Gavahi
Naabh Te Suran, Suman Varshavahi

Shambhu, Uma, Bahudan Lutavahi
Sur Munijan, Sut Dekhan Avahi

Lakhi Ati Anand Mangal Saja
Dekhan Bhi Aye Shani Raja

Nij Avgun Guni Shani Man Mahi
Balak Dekhan Chahat Nahi

Girija Kachu Man Bhed Badhiyo
Utsav mor, shani Tum Bhayo

Kahat lage shani, Man Sakuchai
Ka Kahiro, Shishu Mohi Dikhai

Nahi Vishvas, Uma Ur Bhayau
Shani So Balak Dekhan Kahayu

Padtahi Shani Dragh Konn Prakasha
Balak Sir Udi Gayo Akasha

Girija Giri Vikal Have Dharani
So Dukh Dasha Gayo Nahi Varani

Hahakaar Machiyo Kailasha
Shani Kinho Lakhi Sut Ko Nash

Turat Garud Chadhi Vishnu Sidhayo 
Kaati Chakra So Gaj Sir Laayo 

Balak Ke Dhad Upar Dhariyo
Praan Mantra Padhi Shankar Dariyo

Naam Ganesh Shambhu Tab Kinho
Pratham Pujya Buddhi Nidhi, Var Dinho

Buddhi Pariksha Jab Shiv Kinha
Prithvi Kar Pradakshina Linha

Chale Shadanan, Bharmi Bhulai
Rache Baithe Tum Budhi Upai

Charan Matra-Pitra Ke Dhar Linhe
Tinke Saat Pradakshin Kinhe

Dhani Ganesh Kahi Shiv Hiye Harshey
Nabh Te Suran Suman Bahu Barasey

Tumhari Mahima Buddhi Badhai
Shesh Sahasmukh Sake Na Gai

Me Matiheen Maleen Dukhari
Karahu Kaun Vidhi Vinay Tumhari

Bhajat Ramsundar Prabhudasa
Jag Prayag, Kakra, Durvasa

Ab Prabhu Daya Deena Par Keeje
Apni Shakti Bhakti Kuch Deeje

Doha
Shri Ganesha Yeh Chalisa, Path Kare Kar Dhyan
Nit Nav Mangal Grah Basai, Lahe Jagat Samman
Sambandh Apne Sahastra Dash, Rishi Panchami Dinesh

Pooran Chalisa Bhayo, Mangal Moorti Ganesh

Post a Comment

0 Comments